
yeh jo deewanay do chaar nazar atay hain in mein kuch sahib e asrar nazar atay hain teri mehfil ka bharam rekhtay hain so jatay hain warna yeh loog tu baidaar nazar atay hain dur tak na koi sitara hai na jugnoo marg e umeed kay asaar nazar atay hain meray daman mein shraroo k siwa kuch b nhi app tu…